Wednesday, October 29, 2008

कुछ शायरी वायरी हो जाए

Arz kiya hai....
Khafa ho kar kabhi mujse,sirf meri khaamiyo par hi gaur na kar...Na guzri thi, na guzri hai, tere bin ye meri zindagibas yahi soch kar do kadam aur mere sath chal... Tu rooth gaya tha mujhse,ye is jahaan ko bhi gavara na tha...Tere bina saanse lenaye mere zehen ko gavara na tha...Poochhta hai kyu khuda ki panaah dhoond li hai maine,jawaab bas yahi hai - mere sath jeena tujhe jo gavara na tha...

No comments: